HINDI ME TYPING KARNA SIKHIYE -
( Download free Hindi Typing Tutor) -
Hindi me typing karna thoda mushkil hi rahaa hai , vo isliye kyoki normaly computers ke keyboard English me hote hai , Aur English Typing sikhane ke liye bahut sare free software internet par available hai . Par Hindi Typing Sikhane ke liye abhi tak koi free software available nahi tha .
Par ab nahi , Ek free software jo apko Hindi Typing Sikhayega Vo bhi Aasani se Step By Step Free me . Is software se aap english typing bhi sikh sakte he. matlab ek typing tutor se aap hindi or english typing dono hi sikh sakte he.
Is Softwar Ka Name hai - Sonma Typing Expert Aur ye apne name ki hi tarah bahut Simple or Expert he , isme aap English typing master ki hi tarah chatpor wise tarike se Hindi typing karna sikhenge .
Sonma typing Expert download karene ke liye niche diye gaye download button par click kare -
Sonma typing expert Software Ki kuch khubiya he ki aap ek ek chaptor kar Hindi typing sikhenge jo ki bahut aasan he , isme kuch typing games bhi he jinke jariye typing ko friendly or interesting banaya gaya he , or ha isme aap English typing bhi kar sakte he .
DOSTO SONMA TYPING EXPERT INSTALL KARNE KE BAD KA PROCESS NICHE DIYE GAYE SCREEN SHOT STEPS KI MADAD SE AAP SAMAJH SAKTE HE ----
SCREEN SHOTS--
STEP 1--
STEP 3 -
STEP 4 -
STEP 5--
HINDI TYPING CHART AND SHORCUTS -
DOSTO AGAR APKO HINDI KA OPTION YA HINDI FONTS NAHI DIKH RAHA HE TO NICHE DIYE GAYE STEPS FOLLOW KARE -
- Go to "Help" menu in sonma typing Expert.
- Click on "install fonts" option in sub menu list, a window will be open where you will see some files.
- Dounle click on "DEVLYS010" font.
- Now click on "Install" button option.
- Now close all windows and softwares.
- Now Re open the Sonma Typing Expert.
No comments:
Post a Comment